Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMirza Ghalib
HomeMirza Ghalib
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


rone se aur ishq mein bebaak ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye dhoye gaye hum aise ki bas paak ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye kehta hai kaun naala e bulbul ka beasar kehta hai kaun naala e bulbul ka beasar parde mein gul ke laakh jigar chaaq ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye karne gaye the usse tagaaful ka hum gila karne gaye the usse tagaaful ka hum gila ke ek hi nigaah ke bas khaak ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye iss rang se uthayi kal usne asad ki laash iss rang se uthayi kal usne asad ki laash dushman bhi jisko dekh ke ghumnaak ho gaye rone se aur ishq mein bebaak ho gaye rone se aur ishq mein
aa aa ooo oo shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla kaise tasveer ke parde mein bhi uriyaan nikla haaaan zakhm ne daad na di tangi e dil ki yaarab teer bhi seena e bismil se par afshaa nikla shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla haaaan boo e gul naala e dil dood e chiraag e mehfil jo teri bazm se nikla so parishaan nikla jo teri bazm se nikla so parishaan nikla aa aa aa dil mein phir giriya ne ik shor uthaaya gaalib aa aa aa aa aa aa aah jo katra aah jo katra na nikla tha so tufaa nikla shauk har rang raqeeb e sar o saamaan nikla
us bazm mein mujhe nahin banati hayaa kiye baithaa rahaa agarache ishaare huaa kiye baithaa rahaa agarache ishaare huaa kiye kis roz tohmaten na taraashaa kiye udu kis roz tohmaten na taraashaa kiye udu kis din humaare sar pe na aare chalaa kiye kis din humaare sar pe na aare chalaa kiye zid ki hai aur baat magar khoobari nahin bhoole se usne sainkadon waad e wafaa kiye bhoole se usne sainkadon waad e wafaa kiye ghalib tumhi kaho ke milegaa jawaab kyaa ghalib tumhi kaho ke milegaa jawaab kyaa maanaa ke tum kaha kiye aur wo sunaa kiye maanaa ke tum kaha kiye aur wo sunaa kiye us bazm mein mujhe nahin banati hayaa kiye
ishq mujhko nahin wahshat hi sahi meri wahshat teri shohrat hi sahi qata kije naa taalukk humse kuchh nahin hai to adaavat hi sahi mere hone mein hain kya ruswaayi aye wo majlis nahin dilvat hi sahi hum bhi dushman to nahin hain apne hum bhi dushman to nahin hain apne gair ko tujhse muhabbat hi sahi hum koi kar ke wafaa karte hain naa sahi ishq musibat hi sahi hum bhi taslim ki khun daalenge beniyazi teri aadat hi sahi yaar se chhed chali jaa aye asad gar nahin wasal to hasrat hi sahi
wo firaaq aur wo visaal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan thi wo ik shakhs ke tasavvur se thi wo ik shakhs ke tasavvur se ab vo raanaai e khayaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan aisaa aasaan nahin lahu ronaa aisaa aasaan nahin lahu ronaa dil mein taaqat jigar mein haal kahaan dil mein taaqat jigar mein haal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan fikr e duniyaa mein sar khapaata hoon main kahaan aur ye babaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan
zulmat kade mein mere hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai ik shamma hai daleel e sahar so khamosh hai daagh e firaaq e sohabat e shab ki jali hui daagh e firaaq e sohabat e shab ki jali hui ik shamma reh gayi hai so bhi khamosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai aate hain ghaib si ye mazaameen khayaal mein aate hain ghaib si ye mazaameen khayaal mein ghalib sareer e khaama nawa e sarosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai ik shamma hai daleel e sahar so khamosh hai zulmat kade mein mere shab e ghum ka josh hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Rone Se Aur Ishq Mein Lata Mangeshkar 04:20 16805
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:20   Song Number : 16805   

Shauq Har Rang Mohd Rafi 03:06 12080
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:06   Song Number : 12080   

Us Bazm Mein Mujhe Nahin Talat Mahmood 03:23 19356
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 19356   

Wahshat Hi Sahi Mirza Ghalib (1954) 03:08 13748
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:08   Song Number : 13748   

Wo Firaaq Aur Wo Visaal Kahan Jagjit Singh 04:26 40803
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:26   Song Number : 40803   

Zulmat Kade Mein Mere Jagjit Singh 03:48 15695
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:48   Song Number : 15695   
Karaoke Songs of Mirza Ghalib, Sad Songs of Mirza Ghalib, Love Songs of Mirza Ghalib, Dance Songs of Mirza Ghalib, Hip-hop songs of Mirza Ghalib, Best songs of Mirza Ghalib, Super hit songs of Mirza Ghalib, hit songs of Mirza Ghalib, duet songs of Mirza Ghalib, solo songs of Mirza Ghalib, old songs of Mirza Ghalib, famous songs of Mirza Ghalib, Hindi Karaoke Songs of Mirza Ghalib, Hindi Sad Songs of Mirza Ghalib, Hindi Love Songs of Mirza Ghalib, Hindi Dance Songs of Mirza Ghalib, Hindi Hip-hop songs of Mirza Ghalib, best Hindi songs of Mirza Ghalib, super hit Hindi songs of Mirza Ghalib, hit Hindi songs of Mirza Ghalib, duet Hindi songs of Mirza Ghalib, solo Hindi songs of Mirza Ghalib, old Hindi songs of Mirza Ghalib, famous Hindi songs of Mirza Ghalib, Sing Along Songs of Mirza Ghalib, Sing Along Sad Songs of Mirza Ghalib, Sing Along Love Songs of Mirza Ghalib, Sing Along Dance Songs of Mirza Ghalib, Sing Along Hip-hop songs of Mirza Ghalib, Sing Along Best songs of Mirza Ghalib, Sing Along Super hit songs of Mirza Ghalib, Sing Along hit songs of Mirza Ghalib, Sing Along duet songs of Mirza Ghalib, Sing Along solo songs of Mirza Ghalib, Sing Along old songs of Mirza Ghalib, Sing Along famous songs of Mirza Ghalib